Friday, March 03, 2006

Conversation overheard on NJ Transit bus, heading to Port Authority. While Bharadwaj dreams up his mutual fund dreams, he attempts getting away with this conversation with a co-passenger:

Co-passenger: To aap kaam kahaan karte hain? New York mein?

B'waj: Nahin, Manhattan mein

Co-passenger: Achcha! Mujhe to lagta tha ki aap New York mein kaam karte hain. Aap karte kya hain?

B'waj: Mera murgiyon ka mutual fund hai. Naam suna ho gaa. Henpecked Consulting. Yahaan nahin! Sab kuch bahaar jaata hai .. sab bahaar.

Co-passenger: Achcha? humaare ande ka business hai. Eggjackly Brothers. Actually, Henpecked Consulting? Naam kuch familiar sa hai. Pichle saal aapki murgiyon ne thode kam ande diye the ... kuch udhaar baaqi hai lagta hai.

B'waj (upset): Dekhoonga dekhoonga. Farm jaake accounts dekhoonga.



Song in background (SPB trying to sound Northy): "Do andewaale chale zindagi banaane, murgi sambhaalne aur omelet pakaane, OMELEEETTT PAKAANE "

No comments: